Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Pyar Deewana Hota Hai Lyrics | Kishore Kumar  Lyrics - Kishore Kumar

Collection Kishore Kumar

Pyar Deewana Hota Hai Lyrics | Kishore Kumar  Lyrics

 LyricsForest   149


Pyar Deewana Hota Hai Lyrics | Kishore Kumar  lyrics (Primary language)
Pyar Deewana Hota Hai Lyrics | Kishore Kumar  lyrics in English

Pyaar deewaana hota hai, mastaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai

Pyaar diwaana hota hai, mastaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai.

 

Shama kahe parawaane se pare chala ja

Meri tarah jal jaaega, yahaan nahin aa

Shama kahe parawaane se pare chala ja

Meri tarah jal jaaega, yahaan nahin aa.

 

Wo nahin sunata, us ko jal jaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai

 

Pyar deewana hota hai, mastaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai

 

Rahe koi sau paradon men, dare sharm se

Nazar aji laakh churaae, koi sanam se

Rahe koi sau paradon men, dare sharm se

Nazar aji laakh churaae, koi sanam se

 

A hi jaata hai jis pe dil ana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai

 

Pyar diwana hota hai, mastaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai

 

Suno kisi shaayar ne ye kaha bahot khub

Mana kare duniya lekin mere mehabub

Suno kisi shaayar ne ye kaha bahot khub

Mana kare duniya lekin mere mehabub

 

Wo chhalak jaata hai jo paimaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai

 

Pyaar deewaana hota hai, mastaana hota hai

Har khushi se, har gam se, begaana hota hai.